Posts

Showing posts from October, 2013

Sirf Tumse...

Image
Resham si dor mujhe kinche hai teri ore Aa kr fir teri bahon me kho gayi mai kahin aur Sanjh Savere ab bas tum he ho dil me mere kyunki Pyaar hai bas pyaar hai hume sirf tumse... Mere dil me kya hai sochti hu ye bta du tujhe Doori pal bhar ki bhi ab bardhast nai hai mujhe Smjhana bhi chahti hu bas ab yehi tumhe Pyaar hai bas pyaar hai hume sirf tumse... Bhool naa jo darr hai isi baat ka hume jin yaadon ki baraat ho sazaya tha kbi tumne soch kr unhi lamho ko jee rhe hai ab hum Pyaar hai bas pyaar hai hume sirf tumse... Krungi intezar tera usi shaam usi dagar mile the jahan hum kbi nai thi kuch khabar Lipat jaungi fir seene se tere mai tujhe paakar Pyaar hai bas pyaar hai hume sirf tumse... #Rony ALL RIGHTS RESERVED. This blog is of original works of RONY SRIVASTAVA. Any unauthorized reprint or use of this material is prohibited. No part of my poems may be reproduced or transmitted in any form or by any means, electronic or mechanical, including photoc...

Naa Daare hai Naa Darenge

Image
  Ruswaa kiya hai jin mehfiloon ne hume Badnaam bhi kar rhe hai jo wahin hume Smjh nai aata ki kahe ab kya hum unhe Kyunki Naa daare hai kisi se naa darenge hum kbi Fauladon se bhi majboot hai vishwas mujhme Har sochi smjhi sazish ki teri kaat hai Jisme Chahte hai jin k alfaazo ko sabhi kehte hai ab wohi Naa daare hai kisi se naa darenge hum kbi Krlo jitna bhi kr sako ab badnaam tum hume Besharam nai hai ab hum jaisa kiya hai tune khamoshi ko mat smjh tu kamzori meri kyunki Naa daare hai kisi se naa darenge hum kbi EK Baat Aur... Hum ko mita sake is Zamane me dum nai Zamana hum se hai Hum Zamane se nai...  #Rony   ALL RIGHTS RESERVED. This blog is of original works of RONY SRIVASTAVA. Any unauthorized reprint or use of this material is prohibited. No part of my poems may be reproduced or transmitted in any form or by any means, electronic or mechanical, including photocopying, recording, or by any information storage and retr...

Manzil Hai Teri...

Image
Ummido ke shikhar par bas ek udaan hai meri paas ho ke bhi jo dur hai yehi Aashiqui hai meri Kya haansil kr paunga use jo chahat hai meri Krta hu jab bhi ye sawaal khud se toh kehti hai zindagi meri Mat puch tu raahi kya manzil hai teri... Duniya se bhut dur kahin is viraane me Kat rahi hai ye zindagi meri bas tere afsaane me Hai junoon tu mera ye jaante hai ye log sabhi Krta hu jab bhi ye sawaal khud se toh kehti hai zindagi meri Mat puch tu raahi kya manzil hai teri... Karna bhi hai aaj kuch sapno ko pura mujhe Umide jo ki thi mere apno ne sada mujse Roshan krna hai mujhe ab saansar ko ujala banke Lekin Krta hu jab bhi ye sawaal khud se toh kehti hai zindagi meri Mat puch tu raahi kya manzil hai teri... Yadoon ki doli me sazi hai aaj tu dulhan ban k Laut aayi hai sab khushiyaan meri fir aaj muskaan ban k chahte the jise kbi hum sapno me he kahin sapna ban k Ye shaam suhaani fir aaj unhi k duare humari baraat layi hai Par Krta hu jab bhi ye sawaa...

Tere Pas Aane Ko...

Image
Beete lamho me kho jata hu Jab pas apne tujhe nahi pata hu Bhul kar phir is zamane ko Mann krta hai mera bas tere pas aane ko... Dooriyon se he ab darkar hai Milne ko tujhse ye kambakhat bekarar hai Chhod kar in sari mehfiloon ko Mann krta hai mera bas tere pas aane ko... Muskurate un labo ki haansi Tere chehre pe jhalakti meri har khushi Pura krna hai aaj unhi sunehre khwaibon ko Mann krta hai mera bas tere pas aane ko #Rony ALL RIGHTS RESERVED. This blog is of original works of RONY SRIVASTAVA. Any unauthorized reprint or use of this material is prohibited. No part of my poems may be reproduced or transmitted in any form or by any means, electronic or mechanical, including photocopying, recording, or by any information storage and retrieval system without express written permission from the author / publisher. If found guilty serious legal actions will be taken against them.

Tu Nahi Toh Koi Aur Sahi...

Image
Bhula kar kuch vaade Woh badh gaye zindagi se aage Mat smjhna dukhi haari abla mujhe kyunki Tu nahi toh koi aur sahi... Subah se raat hue jin yaadon me nahi thi koi khabar apni unhi raahon me Band hue mere dil k darwaaze bhi ab tujhe kehte hai Tu nahi toh koi aur sahi... Khamoshi ki daravane saayo se nikali hu bas kisi tarah un raho se mud kar bhi na dekha jisne hume keh diya hai maine bhi aaj use Tu nahi toh koi aur sahi... #Rony ALL RIGHTS RESERVED. This blog is of original works of RONY SRIVASTAVA. Any unauthorized reprint or use of this material is prohibited. No part of my poems may be reproduced or transmitted in any form or by any means, electronic or mechanical, including photocopying, recording, or by any information storage and retrieval system without express written permission from the author / publisher. If found guilty serious legal actions will be taken against them.

Sher-e-dil Hindustan......

Image
Meri manzil hai mera aasmaan... Dekhkar jise hai sb hairaan... Gunjta hai jis ke hunkar se ye aasmaan... Hoon mai wahi sher-e-dil Hindustan...... Mere pankho se hai meri udaan... Karta hu dushmano ka mai kaam tamam... Jeeta hu apne hosle kr ke buland... Aaj bhi aur kal bhi jab tak hai in saanso me dum... Kyunki hoon mai wahi sher-e-dil Hindustan...... In waadiyon ki raksha hai dharam mera... Chho na payega koi ab daaman tera... Teri chahat he hai ab jeevan mera... Aashiq na hoga ae watan koi mujh sa tera.... Kyunki hoon mai wahi sher-e-dil Hindustan..................... jai hind. #Rony ALL RIGHTS RESERVED. This blog is of original works of RONY SRIVASTAVA. Any unauthorized reprint or use of this material is prohibited. No part of my poems may be reproduced or transmitted in any form or by any means, electronic or mechanical, including photocopying, recording, or by any information storage and retrieval system without express written permission f...

Tanha Aur Akele

Image
Zindagi ki taalash me hum jo mile the unse Bhul kar kuch kisse kahe un kahe wafa k is duniya se Jin raaho par chale the woh kbi mera haath thaam kar Aaj unhi raastoon pe khade hai hum tanha aur akele Khushi aur jaan humari basti thi jin me Khamosh aur Naraz wohi ho gaye hai aaj humse Umid ki roshni ke diye ko jalaya tha jahan humne Aaj unhi raastoon pe khade hai hum tanha aur akele Na samjh the hum ye maante hai hum ab bhi Kar baithe kuch aisa ke badal he gaye woh bhi Smjhana mujhe aadat thi jin ki ho gaye dur aaj woh bhi ki Aaj unhi raastoon pe khade hai hum tanha aur akele Aaye the kuch haaseen yaadein jo sanjone hum Dillagi jo kar baithe the unki baatoon se jo hum Ro rha hai ye aasmaan bhi mere saath aaj kyunki Aaj unhi raaston pe khade hai hum tanha aur akele Humari baaton ko galat smjh jo baithe hai woh Kaise kehe unse ki kuch aur soch baithe hai woh Dil pe haath rkh ke woh punch le khud se kya sahi hai woh aur Aaj unhi raaston pe khad...

Tanha Aur Akele

Image
Zindagi ki taalash me hum jo mile the unse Bhul kar kuch kisse kahe un kahe wafa k is duniya se Jin raaho par chale the woh kbi mera haath thaam kar Aaj unhi raastoon pe khade hai hum tanha aur akele Khushi aur jaan humari basti thi jin me Khamosh aur Naraz wohi ho gaye hai aaj humse Umid ki roshni ke diye ko jalaya tha jahan humne Aaj unhi raastoon pe khade hai hum tanha aur akele Na samjh the hum ye maante hai hum ab bhi Kar baithe kuch aisa ke badal he gaye woh bhi Smjhana mujhe aadat thi jin ki ho gaye dur aaj woh bhi ki Aaj unhi raastoon pe khade hai hum tanha aur akele Aaye the kuch haaseen yaadein jo sanjone hum Dillagi jo kar baithe the unki baatoon se jo hum Ro rha hai ye aasmaan bhi mere saath aaj kyunki Aaj unhi raaston pe khade hai hum tanha aur akele Humari baaton ko galat smjh jo baithe hai woh Kaise kehe unse ki kuch aur soch baithe hai woh Dil pe haath rkh ke woh punch le khud se kya sahi hai woh aur Aaj unhi raaston pe khade hai h...

Naye Subah Aayi Hai

Image
Mere sapno me ab ek nayi udaan aayi hai Manzilo ko haansil krne ka vishwas sang layi hai Faansi hue thi jis toofani raaton me mai Us raat ki fir aaj ek naye subah aayi hai Un lamho ko yaad kar jo palke bheegayi thi Tut kar jo sabhi hasratein dil me chhupai thi Milne se uske phir aaj woh muskaan laut aayi hai Us raat ki fir aaj ek naye subah aayi hai Tanhaiyoon me bhi kai maine yaadein sazayein thi Apno se he jab dur ho ke humne bewafai payi thi Badaloon ne aaj phir pyaasi dharti pe rim jim varsha karayi hai Us raat ki fir aaj ek naye subah aayi hai #Rony ALL RIGHTS RESERVED. This blog is of original works of RONY SRIVASTAVA. Any unauthorized reprint or use of this material is prohibited. No part of my poems may be reproduced or transmitted in any form or by any means, electronic or mechanical, including photocopying, recording, or by any information storage and retrieval system without express written permission from the author / publisher. If found g...