Posts

Showing posts from October, 2019

Abhinandan Varthman Woh Kehlata Hai....

Image
Happy 87th IAF Day....This one is dedicated to the bravery of Wg Cdr Abhinandan Varthman Vir Chakra on his successful Mission to POK... Shaurya Ka Pradarshan Krna Janta hai Ye Har ada Aasma Ki pehchanta hai Tharrate Hai Dushman Jiske Khauf Se Abhinandan Varthman Woh Kehlata Hai.... Utkrisht Sambhavnaye Talashta hai Lakshay achuk Jo Bhedta hai Intekaam Pulwama Ka Liya Jisne Abhinandan Varthman Woh Kehlata Hai... Dushman Ki Dharti Par Bhi Nhi Ghabrata Hai Parakaram Uska Sab Keh Jata hai Shrey F-16 Ko Maarne Ka Jisko Jata hai Abhinandan Varthman Woh Kehlata Hai...   Baat Krne Ka Lahza Sab Dikhlata hai Junoon Mig-21 Udane Ka Batlata hai Vayu Sena Ka Gaurav Jo Darshata Hai Abhinandan Varthman Woh Kehlata Hai.. # Rony