Yeh Zindagi Bhi Naa

What I Really Feel...

Zindagi Ek Aisi Kitaab Hai jo Insaan Ko Duniya Ka Har Rang Dikhati Hai.
                  Zindagi Unhi Ke Liye Mayane Rakhti Hai Jinka Apna Koi Lakshay Hota Hai.



Kabhi Hansati Hai 
Toh Kabhi Rulati hai
Yeh Zindagi Bhi Naa
Jaane Kya Kya Dikhati Hai...


Kabhi Jeet Ka Jashan
Toh Kabhi Haar Ka Gham Manati Hai
Yeh Zindagi Bhi Naa
Jaane Kya Kya Dikhati Hai...


Kabhi Dosti Me Jaan Par Khelna
Toh Kabhi Dosti He Tut Jaati Hai
Yeh Zindagi Bhi Naa
Jaane Kya Kya Dikhati Hai...


Kabhi Sanam Ki Baahen Aur Panaahen
Toh Kabhi Sanam Bhi Chhod Jaati Hai
Yeh Zindagi Bhi Naa
Jaane Kya Kya Dikhati Hai...

#Rony



ALL RIGHTS RESERVED. This blog is of original works of RONY. Any unauthorized reprint or use of this material is prohibited. No part of my poems may be reproduced or transmitted in any form or by any means, electronic or mechanical, including photocopying, recording, or by any information storage and retrieval system without express written permission from the author / publisher. If found guilty serious legal actions will be taken against them.

Comments

Popular posts from this blog

Mujhe Shayar Bana Diya..

Tu Nahi Toh Koi Aur Sahi...

Pariyon Ki Rani Hai Woh...