Duniya Banne Wale...








Duniya banne wale ne bas ek duniya banayi
Phoolo ki mahek aur pyar se ye dharti sajayi
Tanashaho ne khich di is pe nafrat ki lakire
Khooni khanjar se likh di hum sab ki taqdire...

Dharti par manavo ka itihaas purana hai

Manav ka manavta se janmo ka nata hai
Mat bhulo khudgarz ho kar insaan ho tum
Ek dhara pe basi us khuda ki santaan ho tum...

Aise nhi badlega bhawish humara
Milkar chalenge jab milega saath tumhara
Karvat lega itihaas fir dobara
Unnati ki raah par chalega jab desh humara....


#Rony




ALL RIGHTS RESERVED. This blog is of original works of RONY SRIVASTAVA. Any unauthorized reprint or use of this material is prohibited. No part of my poems may be reproduced or transmitted in any form or by any means, electronic or mechanical, including photocopying, recording, or by any information storage and retrieval system without express written permission from the author / publisher. If found guilty serious legal actions will be taken against them.

Comments

Popular posts from this blog

Mujhe Shayar Bana Diya..

Tu Nahi Toh Koi Aur Sahi...

Pariyon Ki Rani Hai Woh...